Image source : dinosaurs-on-drugs.deviantart.com |
marke bhi teri yaad mein jiyenge
teri baaton ki aahosh mein khud ko samente
teri chaht ki barish mein bahe failae
apna lenge us berehem maut ko bhi bina aansoo bahae
tadpe hai teri yaadon hum shaamo subah
yaad kar un hasi lamhho ko jisne bana dia hume tera gulam
khud ko bazm mein pakar teri
bhula dete hai akelepan ki dukhti khamoshi
agar thamti hai saanso ki dor toh tham jae
par ek dua kaboole voh khuda toh rehem ho jae
dohra ke voh saath guzre pal thama de vaqt ki dor
is kabil ho ki masoos kar sake hum tere saanso ki kharosh
ho jae yeh dua jo kabool
bula lena mujhe ae maut tere shahoor
haste hue khud ko gava denge
kabra ko unki baah samajhkar , khud ko usme lapet lenge

kuchh chhupi hui yadein, jo dil mein thi kayd kbse
ReplyDeletekuchh ahsasey , jo guzar gayithi dum ghutnese,
ahsaoso ko jagaya tumne,apni kalam se
zinda hu main abhi , mahsoos krwawa apne alfasose.